Whatsapp Me Apna Last Seen Kaise छिपाये
is post me hum sikhenge ki whatsapp me apna last seen kaise chhipate hai,kai baar aesa hota hai ki hum nahi chahte ki koi hame jaan paye ki hum whatsapp me kab aakhri baar online hue the, to iske jariye aap apna last seen chhupa sakte hai aur koi bhi aapka last seen nahi dekh sakega.chaliye jaante hai kaise whatsapp me apna last seen chhipaye
sabse pahle aap apna whatsapp khole
fir setting par click kare,ab niche pic. Dekhe
ab last seen par click kare,
ab aapko upar pic. Jaisa dikhai dega.
isme
1:- Is number pe tick karenge to aapka last seen sabhi dekh payenge.
2:- Is number pe tick karne se aapka number jiske mobile me save hai wo hi kewal aapka last seen dekh payenge.
3:- Is number par tick karne se aapka last seen koi bhi nahi dekh payenge.
Ek jaruri chiz to batana bhul gaya wo ye ki yadi aap apna last seen kisi ko nahi dikhana chahte hai to aap kisi aur ka bhi last seen nahi dekh payenge.
to kaisi lagi post achhi lagi to comment karke hame avasya bataye.post se related sawal aap hamse puchh sakte hai. I hope कि ये जानकारी आपको अछी लगी होगी, आपको इस पोस्ट से रिलेटेड कहि भी परेशानी होती है तो आप मुझसे comment box से पुछ सकते है|






कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें